Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBewafa (1952)
HomeBewafa (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa dil matwaala laakh sambhaala dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya shokh nazar se dekhne waala shokh nazar se dekhne waala pyaar ka rog laga hi gayaa dil matwaala laakh sambhaala nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana nayi umenge naya zamaana nayi tarange naya taraana mast nazar se teer chala ke mast nazar se teer chala ke koi humen tadpa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale o madhosh nighaahon waale teri kasam dil tere hawaale dekha iss andaaz se tumne dekha iss andaaz se tumne pyaar kisi ko aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale kar gaye baaten do matwaale dekhte reh gaye dekhne waale koi kisi ko raaz e muhabbat koi kisi ko raaz e muhabbat aankhon mein samjha hi gaya dil matwaala laakh sambhaala phir bhi kisi par aa hi gaya dil matwaala laakh sambhaala
tu aaye naa aaye teri khushi tu aaye naa aaye teri khushi hum aas lagaaye baithe hain deedar ki pyaasi aankhon mein deedar ki pyaasi aankhon mein toofan chhupaye baithe hain tu aaye naa aaye teri khushi aye dard e muhabbat teri kasam dil humne laga ke dekh liya aye dard e muhabbat teri kasam dil humne laga ke dekh liya ashqon ki zubaani kisse ghum duniyaa ko suna ke dekh liya gairon se gila kya apne hi gairon se gila kya apne hi jab aankh churaaye baithe hain gairon se gila kya apne hi jab aankh churaaye baithe hain tu aaye naa aaye teri khushi itna to bata de o zaalim ab nazron se kyun door hai tu itna to bata de o zaalim ab nazron se kyun door hai tu milna hi tujhe manzoor nahin yaa meri tarah majboor hai tu tu keh de agar to uth jaayen tu keh de agar to uth jaayen hum tere bithaye baithe hain tu keh de agar to uth jaayen hum tere bithaye baithe hain tu aaye naa aaye teri khushi
tumko fursat hooooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo chaar aankhen naa karo chaar aankhen naa karo ek nazar dekh to lo tumko fursat hooo baat karne ke liye kaun tumhen kehta hai baat karne ke liye kaun tumhen kehta hai naa karo humse koiiii naa karo humse koi baat magar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo apne beemar e muhabbat ki tassalli ke liye apne beemar e muhabbat ki tassalli ke liye haal e dil poochh to lo haal e dil poochh to lo zakhm e jigar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo dil e barbaad ko aabaad karo yaa naa karo dil e barbaad ko aabaad karo yaa naa karo kam se kam tum mera kam se kam tum mera ujda hua ghar dekh to lo tumko fursat hooo tumko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo tumko fursat hooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Matwaala (Male) Bewafa (1952) 03:04 12890
 
Poster of Bewafa (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sarshar Shailani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Ashok Kumar, Nargis
Duration : 03:04   Song Number : 12890   

Tu Aaye Naa Aaye Bewafa (1952) 03:31 12892
 
Poster of Bewafa (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sarshar Shailani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:31   Song Number : 12892   

Tumko Fursat Ho Bewafa (1952) 03:37 12891
 
Poster of Bewafa (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sarshar Shailani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:37   Song Number : 12891